Tumhara Dukh Hum Seh Nahi SakteTumhara dukh hum seh nahi sakteBhari mehfil mein kuch keh nahi sakteHamare girte hue aansuon ko pad kar dekhoWoh bhi kehte hai ke hum aapke bin reh nahi sakte
Doobtey Doobtey Kashti Ko Uchala De DoonDoobtey doobtey kashti ko uchala de doonMain nahi koi to sahil par utar jaye gZabt lazim hai magar dukh hai qayamat ka 'farazZalim ab ke bhi na roye ga to mar jaye ga
Surat Hamari Dekh Li Lekin Dil Hamara Dekh Na SakeSurat hamari dekh li lekin dil hamara dekh na sakeKhushi hamari dekh li lekin dukh hamare dekh na sakePyaar hum se kar liya aur fikar hamari kar na sakeHansi hamari dekh li magar aansu hamare dekh na sake
Dukh Dete Ho Aur Khud Hi Swaal Karte HoDukh dete ho aur khud hi swaal karte hoTum bhi o sanam kamaal karte hoDekh kar puch liya hai haal meraChalo shukr hai kuch to khyaal karte ho
Puche Na Zindagi Mein Kisi Ne Bhi Dil Ke DukhPuche na zindagi mein kisi ne bhi dil ke dukhAb shehar bhar mein zikr meri khud-kushi ka hai
Dukh Nahi Wahan Fasaana Jahan Hai TeraDukh nahi wahan fasaana jahan hai teraKhushi dhoondhe hamesha aashiyana teraZindagi mein tu kabhi udaas na hoDuniyaa yeh yaad rakhe muskurana tera